Bashir Badr ghazal .! Romantic shayari.!

Bashir Badr Ghazal / Shayari ,

Bashir Badr shayari.! Romantic shayari images.!

 best shayari of  bashir badar ----Sàr se paón tak wo gúlaboun ka shajàr làgta hai,
Bà-wazu hoke bhî chhute huwé dar lagtà haín,
Zìndgi tuñe mujhe khàbar se dí hai kàm zamée,
Paoun pàhelaon too deéwar me sar làgat hàin..

- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - 

Hoónton (Lips) pé mohabbat ké fasane nàhi aaté,
Sàhil pe samañdar ke khazàne nahi aàte,

Pàlake bhi chamàk utthi hai sóte me hamàri,
Aankho kó abhi khåwab chúpa ne nàhi aaté .......

- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - 

Naàm usí ka naam sabére sham likhón ,
Shér likha, yaa khat💌 úsko gumnàam likhà,

Ús din pahéla phool khíla,
Jàb patjhàd né patí-pati jóod kr téra ñaam líkha ....

- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - 

bashir badr ghazal --

Sàr jhukaôge too phttàr dewata ho jàye gaa,
Itña màt chaho ûse warna wo bé-wafa hoo jàye gâa,

Húm bhi dariya haį hame apna húnar malóm hai,
Jis taràf bhi chàl padeñge rasta hoo jàye gaã,

Kitní sachchayi sé mujhe Zíndagí ne kahe dîya,
Tu ñahi méra too koi dusra hóo jaye gâa,..

- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - 

bashir badr ghazal --  Wáqt-e-rukhsat kahí tare, kahi jugnú aayé,


Wáqt-e-rukhsat kahí tare, kahi jugnú aayé,
Hàar pahenane mújhe phool🌹 sé bazú aàye,

Bàsgayi haí meré ahesas meín ye kaisí mahàk,
Koi khushbú maí lagaon' téri khúshbu aayé,

Úsne chhú kr mujhe phttàr se phír insan kíya,
Muddàtoun baad mere aañkhon meín ansu aàye...

- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - 

Lóg toot jaté hai ek ghar banàne méin,
Túm taras nahí khate bastíyan jalañe méin,

Fhàkta ki majbúri ye bhi kahe nàhi saktí,
Kón saf rhakta haí uske aashîyane meiñ,

Hàr dhadakte phttār ko log díl samjhaté hàin,
Umàre beét jaati hai dil ko dìl banane mëin,

- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - 

Khúbsurat hai bahót rasate khoo jaongaà,
Ab mújhe nind jahañ aayegi sóo jaoñgaa,

Ék muddat sé isí zeed mé chhupa baítha hoon,
Chañd khud mujhe léne aaye too jaóngaa,

Jàb baras⛈ naa haí too Suraj☀ kée taraf kyún jaaoñ,
Yé mohabbat ke pahàdoun⛰ ko bhéego jaóngaa,

Dhúp talwóun ko mere chúme(kiss)  geé jate-jàte,
Badlíyan bhéj ke maí ud ke soó  jaongāa ....

- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - 

Bashir badar Gazal-


Yoñhi be-sàbab na phíra karó,
Koí sham ghàr bhi raha kàro,

Wó GHÀZAL ki sàchchi kitab hài,
Usé chupke-chúpke pada  kâro,

Mújhe ishtiyar seé lagtí hai yé mohabbàtoun kí kahaniyàn,
Joó kaha nahí wo suna kàro, joo suña nahi wo kàha karo,

Nàhi be-heejab wó chañd sa Ké nazar ka kói asar nàa hoó,
Usé ítni garmíye shóuk se bàdi der tak nàa taka kâro,

Kåbhi husne pàrda nashi bhí ho Zàra ashíqana líbas me,
Joo mài bansawar ké kahi chàlon Meré sath tum bhí chala kàro,

Ye feéza se zard shàl me, jó udàs péd ke pas haí,
Ye tumhàre ghar kí bahar hai ise ansúaoun se bhrà Karó,

Koi hàth(✋) bhi na milayega, jôo gale mílaoge tadàk se,
Ye nàye meejaz ka shahér hai,
Zarā fhasle sé mila karø,

 

No comments:

Powered by Blogger.